Spoken English classes

online spoken English course

  1. Chahe aap naukri pane ke liye angreji sekhna chahte ho, Chahe aap promotion lene ke liye, chahe aap padhane ke liye


  1. Bus aapko ek hi baat ka dhyan rakhna hai ki angreji seekhne ke liye aap sabse acha tarika chune.


  1. Ye to appko pata hi hai ki angrje Bolne ke liye sabse important hai practise aur kam se kam 2 mahine ka time.


  1. Islye aap jo bhi tarika chune vo boring nahi hona chahye.


  1. Tarike aapke interest ke anusar ho aur jo appka lagatar utasah badaye



Hamara basic course apake interest ke annusar aapko angrezi sudharne me aapki madad karta hai .


Hum kai tariko se aapki angreji sudharenge

mr englishwala ke platform per Apko milda hai


  1. Apni choice ke anusar teacher chun kar unke sath padh sakte hai
  2. Apki live class ke dauran, teachers aapki galtiyo ko sudharenge aur usi time uski practise karwayenge
  3. yahan her session ke baad apko audio, video aur written homework milega.
  4. Har class ke baad apko apni class ki recording milti hai, taki aap feedback ko sun sake aur un cheezo per work kar sake

jinse aapki angreji fluent hogi


LEARN, LAUGH & SPEAK method aapko ek pal ke liye bor nahi hone dega, aapko her baat ko hans kar bolna seekhayege

Why Choose This Course

Questions & Answers

hann bilkul, kai log duniya me ese bhi hain jo apni bhasha mei likh nahi sak te lakin us bhasha me ve ache se bol sakte hai . jab ek anpadh admi apni bhasha bol sakta hai fir ham to padre hue hai